hello doston !!!!
ye blog maine paytm se train booking kaise karte hai us par likha gya hai
agr aap logo ne paytm par id nhi banayi hai toh ap meri ye post pad kar paytm par id bana le pehle
toh ap logo ko train booking par jana haj or apka jo page khulta hai waha apse pucha jata hai ki aap from and to kaha se kaha tak jana chahte hai toh apko pehle use fill karna hai uske baad apko train search karni hai or aap dekh sakte hai ki konsi train kitne baje se chalna suru ho rahi hai or kb tak station tak apko pahucha dengi
ap waha click karte hai toh apko ye pata chal jayenga ki ticket avlaible hai ki nhi apko pata chal jayenga or kitnk ki tarin hai te bhi pata chal jayenga agr apko ye ticket chaiye toh click kare toh apko page khulta hai icrtc toh agr aap logo ne yaha account nhi banaya hai toh yaha bhi apna account bana le mai dusre blog mai account banana bata dunga bus apko yaha user name submit karna hai or apka page open ho jayenga uske baad apko apna
name -
Age:-
ye fill karna hai or konsi site apko chaiye wondow ya non toh ap choice kar sakte hai
ye sab karne ke baad apko payments ka options aa jayenga jaha aap paytm money se pay kar sakte hai
or apko recipient mil jayenga ...
ap hmari app yaha se download kar sakte hai niche link pr click kare
अधिक जानकारी के लिए वीडियो देखें
https://youtu.be/x2hut4VI_x4
No comments:
Post a Comment