Wednesday, 25 January 2017

Phone hang na ho ye kare


Jab Ham Internet Yaa Fhir Kishi Cheez Ko Browser And Game Play Karte Hai Toh Unki Speed Kitni Fast / Slow H Ye Baat RAM Par Depend Karti H .

Agar Device Me RAM Jayada Hogi Toh Speed Fast Hogi Aor Low Hogi Toh Speed Bhi Low Hogi . Agr Aapke Paas 1GB Se Km Ka Koi Devices H Toh Uski Speed Hamesa Slowly Rahegi .

Agar Aapke Mobile Me Memory Card Nahi Hai Aor Phir Bhi Aap Apne Mobile Me Song , Video Dali Huyi H Usi Space Ka Name ROM H . Jab Ham Koi Application Install Karte Hain Tab Ye Memory Work Karti H .

Suppose Aapke Phone Me 8 GB ROM h Toh Usme Se 4 GB Song Video File Aor 4 GB Application Install Karne Ke Liye Hoti Hain . Agar Aap Apne Phone Me Jayada Apps Install Karte Rehte
H Toh Uski Limit Ke Baad Aapko Ek Eroor Message Jarur Aayga Yaa Aaya Hogo .

Yahi Karan H Ki Agar Aapke Smartphone Ki ROM Kam H Toh Aap Jayada Application Install Nahi Kar Sakte .

or apka Android mobile hang hone lagega or batry back up slow ho
jayenga video agr apne end tak dekh li hai toh aap waise hi samjh gye honge kaise android phone mai rom ki important bhar jaati hai

Solution

Setting mai jaye application mai jaye  or  running application jo application aap use nhi kar rahe ho or wo run kar kar rahi hai toh use for stope kar aisa karne pr phone ki ram jo continue chalu thi wo stop ho jayengi or apka phone ki speed automatically bad jayengi sath hi sath batry bhi badengi apki...

Video dekhne ke liye yaha click kare
https://youtu.be/z4Wjc3k9_48

No comments:

Post a Comment