Tuesday, 29 November 2016

Paytm par money add kaise karte hai

Hello fren!!!! Namaskar
Article by:- Devki nandan pal

Aaj maine ye article paytm par money add karne par likha hai paytm aaj bahut important ho gya h isliye ye article likha gya un logo ke liye jinhe iske bare mai mallum nhi hai agr aap logo ne paytm app toh play store se download kar le or apni id login kar le agr aap first time paytm use kar rahe h toh sign up kar le uske liye bhi m ek artical bana dunga.....

Toh apko karna kya hai mai apko image dikhata hu paytm open hone ke baad first step kya hai dekhe
Ab ap upar dekh sakte h add money ka option aa raha h apko waha click karna hai hai..uske baad apka next page open ho jata hai kuch is tarh se...
Ap image mai dekh sakte hai ki apka page mai amount likha h apko waha apko click karna hai or money add karni hai money ko add karne ke baad apka next page open ho jata h..

Ab ye apse puchta hai payment ko kaha se add karna chahte ho Debit card se credit card se internet banking se atm card se toh mai apko debit card se karke bata. Raha hu kyunki anuman ye sab pr mojud hai Debit card par click karne ke baad.

Ab apko apne atm card pr diya gya number dalna hai or wo kb expair ho raha h uski date or atm ke piche cvv number jo 3 digit mai hota ha ye sab fill karne ke baad pay now karna hai .... Toh apko next lage aisa open honga
Apko ek otp number msg mai aaya honga 6 digit ka wo yaha par dalna hai msg usi number par ayenga jo apne bank se registered karwa rakha hai otp ko yaha submit kar de or apke account se money yaha add ho jayengii....

Agr ap logo ko hmara article achha laga ho toh subscribe or share jarur kare 

Aap hmari app yaha se download kar skate hai jaha hm apke liye aise achhe article late rehte hai..




No comments:

Post a Comment