Tuesday, 12 November 2024
kundan necklace set
Thursday, 31 October 2024
adhar card par kitne bank account link hai
Doston aaj hm video mai sikhne Wale hai kaise hm pata Karen adhar card se kitne bank khata connect ho rakhe hai adhar card se kitne bank account link kar rakhe hai apko yeh jaan lena aaj ke time mai toh bahut jaruri hai sikhte hai kaise hm pata kar sakte hai hme iske liye adhar card ki website par chalna hai iska link niche diya hoa hai jab aap isse open krte hai toh apko yaha bank seeds ka option milega open karke apko apne adhar card login ka options milega yaha aane ke baad apko dashboard par Jana hai yaha aap pata kar sakte hai how many connect bank account in adhar card yeh video pura dekhe Sikh jaoge।।।।।।
adhar card check bank link video Link:- https://youtu.be/x8xbqBH0LM4Adhar card Website link:- https://myaadhaar.uidai.gov.in/verifyAadhaar
Facebook page link :-https://www.facebook.com/profile.php?id=100068650821248
Wednesday, 30 October 2024
Epson printer laptop se print nikalna
Epson printer mai laptop se print kaise nikalte hai agar apke pass Epson printer hai or aap print nikalne Mai problem face kar rahe hai first time Epson printer se print. Kaise nikalte hai L3250 iske liye hme software chaiye Epson ka apko apne laptop mai run kar lena hai uske baad hi aap apne printer se print nikal sakte ho yeh software kaha se milega apko Epson ki website se link mil jayega apne according download kar le. Power ko on kare usb cable ko connect kar de software mai Jaa kar dekh sakte hai koi problem toh nhi hai uske baad pdf file le jiska apko print nikalna hai or command de apka print nikalna suru ho jayega setting mai aap color and black and white select kar sakte hai video ko pura dekhna Sikh jaoge
Epson mobile se print kaise nikale:- https://youtu.be/I8DWqpUE6sg
Epson printer wifi ka password kaise pata kare:-https://youtu.be/ZUx9kKnGi_E
Facebook page link :-https://www.facebook.com/profile.php?id=100068650821248
Epson application link :- https://play.google.com/store/apps/details?id=com.epson.epsonsmart